Hello dosto kiya haal hain agaar aap log neya 5g smart phone kharidna chahte ho to thoda ruk jaw kiuki Samsung leke aa raha hain neya smart phone jo ki under 20k around hoga sabse assa midrange smartphone ban sakta hain .
Neya Samsung mobile iska model name jo hain mukul shamrma ne twitte karke ye bataya hain ki neya Samsung f62 hoga iska antutu benchmark escor jo bahat assa nikal kar aya hain
Samsung f62 specification :
Processor : exynose 9825
Ram : 6GB
ROM : 128 GB
Battery : 7000mAh
Ye mobile bahut hi assa hone wala hain ye professor Samsung ke flagship phone main use karta tha Samsung ke Samsung galaxy note10 plus main ye exynos ka processor use kiya geya tha .
Ye processor 7nm bas par banaya gaya hain agar midrange pe phone aajate hain to bahut hi assa deal hone wala hain . mere khiyal se onplus nord se complete karne key liye ye phone Launce kar raha hain.
Samsung galaxy f62 : antutu benchmark niche dekh sakte hain kitna shaandar nikal kar aya hain . Iski jo launch date bhi bahar nikal kar aya hain 12Feb ko launch hoga to aaplog intezar karna. Samsung ka sabse tagda 5g smartphone hoga Samsung galaxy f62 ......
Aj key liye bas itna hi agar aap logo ko blog pasand aya hain to subscribe karke rakhna .........bye.....
Comments
Post a Comment